LONDON bartanvi adakara HELENA BONHAM nay kaha hay kay is kay bachy intahai zaheen hyn.jis ki waja yeh kay wo doran zachgi inhyn classical moseeqi sonwaya karti thi. is ka kehna hay kay jab wo hamla thi toh moseeqi (MOZART) sona karti thi.jis ki waja say in kay bachon par khoshgawar asrat martab howy aur aaj wo had say ziada zaheen, pursakoon aur chakochoband hyn. adakara kay 2 bachy hyn jin may BILLRAY ki umar 11 saal aur NYLL ki umar 7 saal hy. adakara ka manna hay kay yeh totka aik dawai kay tor par bhi istamal kiya ja skta hay.
funlynd kay tehkeek karon nay 2013may dawa kiya tha kay MAA kay pyt may bachy jo moseeqi sunty hyn wo isy 4 maah tak yaad rakhty hyn. degar tehkeekaat may yeh baat samny ai hy.kay dorany hamal MAA kay kiye gay kamon ka bachy par brahy raast asar hota hy.

Post a Comment

Blog Archive

 
Top