dunia bhar may mobile phone companiyan abhi 4G technology mutaarif karwany ki koshish may hain. lykin NOKIA nay is say 40 guna taiz 5G technology mutaarif karwa kar sab ko pechy chor dia hai.
NOKIA ki 5G technology 73,000MHz frequency par datra bhaij sakti hai. jisy 73GHz bhi kaha jata hai. mojudah 4G network 700 sai 3500MHz frequency par datra muntaqil kar sakty hain. jab kay 4G ki ziada sai ziada mumkin thevritical speed 42mbps hai. amrici shahr bostan may munaqidah aik taqreeb may nokia networks may apni nai technology ka muzahira kiya. jis ki speed 10GBps tak hai. is technology kay istamal say mukammal HD filmayn bhi plugchpakny may bhi download ho skti hai. wazeh rhy kay mojodah mobile phone is qadar high frequency par signal mosool nahi kar skty. lyhaza is tchnology kay istamal kay liye nai qisam kay mobile phones tyar karny ki zrorat ho gi.
Post a Comment