Ap nay kabhi motapy ka koi faidah nahi sona ho ga. lykin bartanvi science danon nay yeh keh kar tareekh badal de hai. kay motapa khatrnak zehni bemariun may kami ka bais banta hai.

london school off haijen and trapical medicine kay science danon nay taqreebn 20 lakh afrad kay tabi record kat tajziyeh kay bad maloom kiya hai. kay qodarti ziyadah wazan waly afrad (jin ka body maas index yani BMI taqreebn 25 say 29 tha) may mukhtalif zehni bemariun kay majmoey damneshia ka masala 18 feesad kam paya gaya. isi tarhan motapy kay shikar afrad (jin ka body maas index 30 say zaid tha) may yh bemari 24 feesad kam pai gai. moty afrad may domenashia kay ilawah ilzaimarz ki bemari bhi wazeh tor par kam pai gai.

is kay baraks jin afrad ka waza normal say kam tha in may demneshia kay marz ka khatrah 39 feesad ziada paya gaya .

tehqeqi team kay sarbarah dr. nawab fizalbash ka kehna hai kay yeh nataij heran kn hain lykin in ka yeh matlab nahi hai. kay motapy ko qabool kar lain. kiun kay abhi is zaman may mazeed tehqeqat ki zrorat hai aur yeh bhi sabit shodah hai kay motapy kay bashumar nuqsan bhi hain.

Post a Comment

Blog Archive

 
Top