cheeni mardon ki aik bari tadaad  aik sharamnaak shok may mubtlaah ho choki hai. aur yeh mard is shoq ka maramnaak bahana bhi bayan kar rhy hain.

daarolhakoomat samait mtaadid bary shahron may gensi guria kay frokht urooj par hain. yeh khas kism ki guria hain. jinhy tharmon plastic ailastomar nami rabar say milty julty maady say tyar kiya jata hai. jo salekoon say bhi ziada mulaim aur lachak daar hota hai. in ki aaza ko safai aur degar maqasid kay liye alehdah bhi kiya ja sakta hai. yeh mehngy jensi kolny peching shehr ki aik makhsos dukan "Micdolls" par frokht kiye jaty hain.

"AFP" magzine kay utabiq inhy istemal karny waly mardon ka kehna hai kay wo apni beion say wafadaar rehny kay liye guriuon ka sahara lyny kay liye majboor howy hain. aik 29 sala car designer leev nay magzine ko btaya hai kay isy apny kaam kay silsily may kai din ghar say bahar guzarny parhty hain. aur wo is doran kisi degar khaton ki taraf mail hony kay bajay guria say dill behlata hai.

jensi guria frokht karny waly aik dukandaar pee jiyang nay btaya hai kay aksar mard in guriun ko haqeqi khawateen say bhi ziada pasand kart hain.aur in kay sath jazbati talluq istawar kar lyty hain. wo in kay khobsorat name bhi rakhty hain. aur in kay liye mehngy libaas kharedty hain. dukandaar nay btaya kay in ki guria had say dillkash aur haqeeqi nazar ati hai. aur aik guria ostan 15 hazar 800 uan (taqreebn 2.5 lakh pakistani rupy) may frokht ki jati hai.


Post a Comment

Blog Archive

 
Top